Google Google Pay App Kya Hai Google Google Pay App Full Detail
Google Ne finally India mein Google Google Pay UPI Naam Se Apna Pehla digital payment UPI App launch kar diya hai.Yaha app India ka pehla app Hai Jisme UPI service ke sath sath direct sharing feature hoga Shareit ki tarah.
Google Google Pay App Kya Hai Google Google Pay App Full Detail
Google Google Pay UPI bassed app Flipkart, PhonePe or Paytm wallet app ke feature and service Ko Mila kar Ek Hybrid Online Payment app Banaya Gaya hai. Aur saath mein jayda se jayda customers ko is App se jodna ke liye Google ne bahut se Earning and Cashback offer bhi Launch kiye hai.
Abhi Google Google Pay Download kare or ₹51 Paye free.
Ab Baat aati hai ki Google Google Pay kya hai ?
Google Google Pay Kaise kaam karta hai ?
aur iski kya offers hai ?
What is Google Google Pay Google Tej kya hai.
Google Pay ek Hindi word hai Jiska English me matlab hota hai Fast. Google Google Pay UPI bassed app hai jo ki PhonePe or Paytm dono app ki tarah use Kiya Ja sakta hai. Iske saath is app me Ek Aur khaas feature hai Jise abhi Kisi bhi Online Payment App ne launch nahi kiya Gaya.
Wo feature kya hai ?
Ab main aapko Google Google Pay ke is feature ke baare mein batata hoon. Agar aap ke Aas Paas koi hai aur aap se Paise send karna chahte Hai Ya usse paise receive karna chahte hain toh uske liye aap direct Google Pay app se share kar sakate hai. Apane nazdeek mein kisi bhi Google Pay app ko search kar sakte hain aur usse Paise send kar sakte hain ya usse Paise Receive kar sakate sakte hain is feature ki madad se aap Bina apana Phone Number ya apani bank details sahre kare Transaction kar sakate hai.
Iske aur bhi bahut se features hai for example :-
● Direct Ek bank se dusre Bank Mein paise transfer kar sakte hain.
● 24/7 days Shield Google multi layer security.
● Tej cash Mod Ke dwara aap apne nazdeek Mein Kisi Ko bhi paise send kar sakte hai Banna personal information share Kiya.
Google Google Pay application download and set up.
Google ne abhi ise Android and IOS platform ke liye launch Kiya hai.
Agar aapke phone mein Android 4.4 ya usse Upar ka Android Version hai to aap ise Google official market Palace Google Play Store se download kar salate hai.
Google Google Pay app Download and install karne ke baad aap kuch basics a setup ko follow kar ke apne account ko set up kar sakte hain wo steps kya hai chaliye main aapko batata hoon.
Step 1 )- Sabse pahale aap Bank Account par Register Phone Number enter kijiye aur saath mein Dhyan Rakhna hai jo bhi phone Number Bank Account par Register hai vo SIM card aapke phone mein Laga hona chahiye aur SIM mein kuch balance hona chahiye.
Step 2 )- Jaisa ki aap phone number enter karke Continue Per Click Karenge aap ke phone number Par Ek OTP ( One Time Password ) bheja Jayega aap usse enter kare.
Step 3 )- Ab aap apne Bank Account select ko select kare aur Apna detail fill up Kare uske baad aapka Account SetUp ho jayega.
Google Google Pay app kam Kaise karta hai ?
Google Google Pay UPI kavel India ke liye launch kiya gaya hai. Isliye yeh Hai Hindi ke sath India ke sabhi local language Jaise Marathi, Gujarati, Tamil etc. ko support Karta hai. Jis Ke dwara aap money send and Receive kar sakate hai.
● Phone number se Paise send and receive karna.
● QR code se paise send and receive karna
● UPI ke through paise Semd and Receive karna.
● Google Pay mode se paise send and Receive karna.
Tej App se paise kamaye refer and earn program ?
Tej Apne Bahut se cashback offer and payment offer diye hai. But isme jo sabse important offer hai vo hai Refer and Earn offer.
Download Google Pay app and Get ₹51 Free🤑
Is offer ke liye aap ko bahut simple Sa kaam karna hai Wo Kaam Kiya hai ki aap ko apne friend ko Google Google Pay app refer karna hai jo bhi aap ka friend aapke dwara referral links a join Karega toh Aap ko aur aapke friend Dono Ko 51-51 rupay Milenge agar aapka friend first Transaction karta hai to.
Jayda Detail ke liye video dekhe or Channel ko Subscribe Jarur kare.
Sar mera account se pese kat gay or Transfer nahii huye 3 din ho gaye kya kare
ReplyDelete