A large collection of WhatsApp and Facebook status, attitude status, wishes and more.

Showing posts with label General Knowldge. Show all posts
Showing posts with label General Knowldge. Show all posts

Wednesday

Google Pay App Ki Jankari Hindi Me

Google Google Pay App Kya Hai Google Google Pay App Full Detail



Google Ne finally India mein Google Google Pay UPI Naam Se Apna Pehla digital payment UPI App launch kar diya hai.Yaha app India ka pehla app Hai Jisme UPI service ke sath sath direct sharing feature hoga Shareit ki tarah.



Google Google Pay App Kya Hai Google Google Pay App Full Detail



Google Tez App Kya Hai Google Tez App Full Detail

Google Google Pay UPI bassed app Flipkart, PhonePe or Paytm wallet app ke feature and service Ko Mila kar Ek Hybrid Online Payment app Banaya Gaya hai. Aur saath mein jayda se jayda customers ko is App se jodna ke liye Google ne bahut se Earning and Cashback offer bhi Launch kiye hai.



Abhi Google Google Pay Download kare or ₹51 Paye free.


Ab Baat aati hai ki Google Google Pay kya hai ?

Google Google Pay Kaise kaam karta hai ?

aur iski kya offers hai ?


What is Google Google Pay Google Tej kya hai.


Google Pay ek Hindi word hai Jiska English me matlab hota hai Fast. Google Google Pay UPI bassed app hai jo ki PhonePe or Paytm dono app ki tarah  use Kiya Ja sakta hai. Iske saath is app me  Ek Aur khaas feature hai Jise abhi Kisi bhi Online Payment App ne launch nahi kiya Gaya.



Wo feature kya hai ?


Ab main aapko Google Google Pay ke is feature ke baare mein batata hoon. Agar aap ke Aas Paas koi hai aur aap se Paise send karna chahte Hai Ya usse  paise receive karna chahte hain toh uske liye aap direct Google Pay app se share kar sakate hai. Apane nazdeek mein kisi bhi Google Pay app ko search kar sakte hain aur usse Paise send kar sakte hain ya usse Paise Receive kar sakate  sakte hain is feature ki madad se aap Bina apana Phone Number ya apani bank details sahre kare Transaction kar sakate hai.


Iske aur bhi bahut se features hai for example :-


● Direct Ek bank se dusre Bank Mein paise transfer kar sakte hain.


● 24/7 days Shield Google multi layer security.


● Tej cash Mod Ke dwara aap apne nazdeek Mein Kisi Ko bhi paise send kar sakte hai Banna personal information share Kiya.


Google Google Pay application download and set up.


Google ne abhi ise Android and IOS platform ke liye launch Kiya hai.



 Agar aapke phone mein Android 4.4 ya usse Upar ka Android Version hai to aap ise Google official market Palace Google Play Store se download kar salate hai.


Google Google Pay app Download and install karne ke baad aap kuch basics a setup ko follow kar ke apne account ko set up kar sakte hain wo steps kya hai chaliye main aapko batata hoon.


Step 1 )- Sabse pahale aap Bank Account par Register Phone Number enter kijiye aur saath mein Dhyan Rakhna hai jo bhi phone Number Bank Account par Register hai vo SIM card aapke phone mein Laga hona chahiye aur SIM mein kuch balance hona chahiye.


Step 2 )-  Jaisa ki aap phone number enter karke Continue Per Click Karenge aap ke phone number Par Ek OTP ( One Time Password )  bheja Jayega aap usse enter kare.


Step 3 )- Ab aap apne Bank Account select ko select kare aur Apna detail fill up Kare uske baad aapka Account SetUp ho jayega.


Google Google Pay app kam Kaise karta hai ?


Google Google Pay  UPI  kavel India ke liye launch kiya gaya hai. Isliye yeh Hai Hindi ke sath India ke sabhi local language Jaise Marathi, Gujarati, Tamil etc. ko support Karta hai. Jis Ke dwara aap money send and Receive kar sakate hai.



● Phone number se Paise send and receive karna.


● QR code se paise send and receive karna


● UPI ke through paise Semd and Receive karna.


● Google Pay mode se paise send and Receive karna.


Tej App se paise kamaye refer and earn program ?


Tej Apne Bahut se cashback offer and payment offer diye hai. But isme jo sabse important offer hai vo hai Refer and Earn offer.


Download Google Pay app and Get ₹51 Free🤑


Is offer ke liye aap ko bahut simple Sa kaam karna hai Wo Kaam Kiya hai ki aap ko apne friend ko Google Google Pay app refer karna hai jo bhi aap ka friend aapke dwara referral links a join Karega toh Aap ko aur aapke friend Dono Ko 51-51 rupay Milenge agar aapka friend first Transaction karta hai to.


Jayda Detail ke liye video dekhe or Channel ko Subscribe Jarur kare.
Share:

Bitcoin Kya Hai Jane Hindi Me

Bitcoin Kya Hai Jane Hindi Me


Hello doston aaj hum baat karane wale hai ek bhut hi interesting topic ke bare me jiska nam hai Bitcoin.

Bitcoin Kya Hai Bitcoin Kaise Kam Karata Hai Bitcoin Kaise Earn Kare Bitcoin Wallet

Agar aaj aap Bitcoin is article ko pura padhte hai tu aapke man mein Bitcoin se related jitne bhi questions hai Unki answar Mil Jayenge Jaise Bitcoin kya hai Bitcoin Kaise work karta hai Bitcoin Kaise kharide Bitcoin paise kamaye Bitcoin se paise Kaise kamaye etc.

Bitcoin Kya Hai.Bitcoin Kaise Kam Karata Hai.Bitcoin Kaise Earn Kare.Bitcoin Wallet.

Bitcoin Kya Hai.Bitcoin Kaise Kam Karata Hai.Bitcoin Kaise Earn Kare.Bitcoin Wallet.

Dosto In Dino Bitcoin bahut hi charcha wala subject Ban chuka hai iska reason hai Bitcoin ka price.Bitcoin ka price lagatar Padta aa raha hai yeh to hum Sab ko pata hai lekin is saal to Bitcoin ke price Mein Ek Bada Dhamaka hua. Matlab Ki Bitcoin ka price Itni Teji Se Bada Uske baare me to aap sab ko pata hi hoga. Agar aap internet par active rehte hai ya agar aap internet par active nahi bhi rehte hai to bhi aapne Bitcoin ke bare me to jarur suna hoga or iske price ka to kya kehna.


Read Also


👉 Christmas Day kyu Manaya Jata Hai. Christmas Day Facts.


👉 Top 6 December Apps


👉 70+ Intresting facts about India



Kyonki in dino me Bitcoin ke price me bhut bada izaafa hua hai. Aaj jab m is Article ko likh raha hu to 1 Bitcoin ka Price 1222278.61 Indian Rupee hai. Lekin jab aap is Article ko padh rahe honge to shayad Bitcoin ka Price ye nahi rehega.Ho sakata hai ki Bitcoin ka Price shaayd badh chuka hoga ya shaayd Bitcoin ka Price kam ho chuka hoga. Is baat ki koi bhi Guarantee nahi de sakata hai.

Isi liye aaj main aaj ka ye article likh raaha hu taki Bitcoin se related jo bhi Questions aapke man me hai jaise Bitcoin Kya Hai, Bitcoin Kaise Kam Karta Hai, Bitcoin Kaise Karide. or inke alawa or bhi bhut kuch.

Logo ko aajkal ue janae me jayda Dilchspi nahi hai ki Bitcoin Kya Hai balki ye janae me jayda Dilchspi hai ki Bitcoin se paise Kaise kamaye. Kyoki bhai paise to sabhi ko chahiye na.

Lekin aapko ye baat dhayaan me rakhna chahiye ki Bitcoin me invest karna fayde ka sauda hai ya nahi. Kyonki jaise jaise Bitcoin ka Price badh raha hai vaise vaise is par logo ka trust bhi kam ho raha hai. Kyonki jis chiz ki keemat jaldi badhti hai us par logo ko shak hone lagata hai. Isliye Bitcoin me invest karane se pehle aapko kuch baaton ka dhyan rakhna chahiye jo ki main aapko aage batauga. Lekin is se pehle aapne Bitcoin ke bare me thodi Jankari hasil kar lete hai ji se ki hume Bitcoin ke bare me puri jankri pata chal jaye.

Bitcoin Kya Hai.

Bitcoin Kya Hai Bitcoin Kisane Banaya ?
To chaliye doston sabse pehle aapane baat karate hai ki Bitcoin Kya Hai.





Ye baat to aap sab ko pata hai ki hum Bitcoin ko na hi chu sakata hai or na hum Bitcoin Ko Dekh sakata hai. Iska matalb ki Bitcoin ek Virtual Currency hai.

Jaise ki har deksh ki apani ek Currency hoti hai jaise India Ki Rupee, US ki Dollar etc. Vaise hi Bitcoin bhi ek Currency hi hai but ise ham chu or dekh nahi sakate isliye ye alag hai baki Currencies se.

Ab aapke ke man me te sawal aa raha hoga ki agar hum Bitcoin ko chu or delh nahi sakate hai to hum Bitcoin ka use kaise kar sakate hai ?

Bitcoin Se Kaise Paise Kama Sakate Hai ?

To ab main aapki us confusion ko dur kar deta hu ki Bitcoin se hum Kaise pause kama sakate hai ya hum Bitcoin Kaise Kahrida Sakate Hai.

Ye baat sahi hai ki Bitcoin Ko Chu ya Dekh nahi sakate hai lekun hum use Digital Wallet me to save ya store kar sakate hai na.

Nahi samjhe man lijiye aapko kisi ko paise bhejne hai ya paise recive karane hai par samne wala aapse bhut dur to aap ne ye transaction karane ke liye Paytm Wallet ka ya kisi other wallet ka bhi use kar sakate hai.

Aise transaction me aap bhale hi paison ko dekh nahi sakate but aapne transaction to kiya hai na samane wale ko paise to bhej diye hai na.

Bas aise hi Bitcoin bhi work karata hai.

Is transaction me aap paison ko dekh nahi sakte hai but phir bhi transaction hota hai.

Bitcoin Ko Kisane Banaya ? Bitcoin Ka Aavishkar Kisane Kita ?
Ab mainaapko batata hu ki Bitcoin ko kisane banaya yani Bitcoin ka Aavishkar kisabe kiya.

Darsal Bitcoin ka Aavishkar Satoshi Nakamoto ne 2009 me kiya tha.

Bitcoin Kya Hai.Bitcoin Kaise Kam Karata Hai.Bitcoin Kaise Earn Kare.Bitcoin Wallet.





Bitcoin ka Malik Kaun Hai ?
Aaj Bitcoin itani popular currency ban gayi hai to logo ke man me ye sawal bhi aata rahta hai aakhir Bitcoin ka malik kaun hai.

Jaisa Ki pehle maine aapko bata diya hai ki Bitcoin Ka Aavishakr kisane kiya lekin agar kisi ne iska Aavishkar Kiya hai uska matlab ye nahi ki Satoshi Nakamoto Bitcoin ka malik hai.

Bitcoin ek Decentralized Currency iska matlab ki iska ki Bitcoin ka koi bhi malik ya owner nahi hai. Juske pas Bitcoin hai bas vo hi uska malik hai.

Decentralized Currency Kya Hoti Hai ?
Decentralized Currency ka matlab hota hai ki koi bhi us Currency ka malik nahi hota hai.

Bitcoin Kya Hai.Bitcoin Kaise Kam Karata Hai.Bitcoin Kaise Earn Kare.Bitcoin Wallet.

Aisi Decentralized Currency ke fayde bhi hote hai bhut se nuksan bhi. Jinke bare me aapne aage bat karege.

Bitcoin Pros And Cons. Bitcoin Ke Fayde Aur Bitcoin Ke Nuksan Kya Hai ?
Jaisa ki amine aapko bataya ki Bitcoin jo ki ek Decentralized Currency hai to iske apane fayde bhi hai or iske Nuksan bhi hai.

Isliye aapke liye ye jana bhi bhut jaruri ho jata hai Ki Bitcoin Ke Fayde Kya Hai ? Aur Bitcoin Ke Nuksan Kya Hai ?

Bitcoin Ke Fayde Kya Hai ?
Bitcoin ko aap kahi se bhi Purchase ( Kharid ) ya fur bech sakate hai. Chahe aap kahi par bhi kyo na rehte ho. Kyonki ye ek Virtual Currency hai to aapko iske len den ke liye kahi jane ki jarurt nahi padti.
Other koi bhi Transaction karate hai yani ki apani Local Currency se to us par Government or Bank ki puri nazar rehti hai taki Koi iska galat use na kare. Aur yaha jaruri bhi hai. LeKin Bitcoin ka ek bada fayda ye bhi hai aap iske jariye aap koi bhi Transaction ( आदान-प्रदान ) karate hai to us par Government ya kisi Third Party ki nazar nahi rehti hai. Ye is Currency ka ek bhut bada fayda hai.
Jaisa ki maine aapko pehle bataya tha ki Bitcoin ka price lagatar badha ja raga hai to aap isme Long Term yani lambe samay tak Invest kar sakate hai lekin isme bhi aapko risk ka samna karna padata hai.
Agar aap normal Currency se koi bhi Transaction karate hai to aapko bhut jayda fee pay karani padati hai lekin agar hum baat kare Bitcoin ki to Bitcoin me aapko other Currency ki tulan me aapko Kam Fee pay karani padti hai.


Ye kuch fayde hai jo aapko Bitcoin me milta hai.

Ab hum baat karate hai Bitcoin Ke Nuksan Ke Bare Me.



Yani ki agar aap Bitcoin me invest karane ke bare me soch rage hai to aapko Bitcoin ke in nuksan ke bare me pata hone chahiye.

Sabsa pehla aur sabse bada nuksan ye hai ki agar kisi wajha se aapka Bitcoin Wallet hack ho jata hai to aap ye man lijiye ki aap apane Bitcoin kho chuke hai. Aisa kyo ? kyonki jaisa ki maine aapko pehle bataya tha ki Bitcoin par Government ka koi bhi control nahi hai to aise me aap hi apane Bitcoin ke malik hai or aapko hi uski Safety ka dhyan rakhna chahiye. Ye sabse bada Nuksan hai Bitcoin ka.Or shaayd yahi karan hai ki Duniya ke sabse kharnakh Desh North Korea ke Hackers ne kuch salon pehle bhot se Bitcoin or other Crypto Currency chura li thi. Jinki kimat aaj $80 Million yani kareeb [5125200000.00 Indian Rupee] hai. Isse aap andaja laga sakate hai ki Bitcoin me invest karna khatre se khali nahi hai.
Or agar is par Government ka control nahi hai to jahir si baat hai iska Price bhi kam jatda hota hi reta hai to aise me agar aap man lijiye aaj ek Bitcoin aap ₹2000 me purchase karate hai or aaj se 10 Days uski kimar ₹500 ho jaye to sochiye aapko kitna nuksan uthana padega.
Bas maine to yahi do nuksan hai but inke alawa bhi kayi nuksan hai agar aap Bitcoin me invest karate hai to.

Bitcoin Wallet Kya Hota Hai ? Bitcoin Wallet Kaise Kam Karta Hai ?
Ab hume Bitcoin ke bare me bhut si jankari hasil kar li hai. Ab hum baat karane wale hai Bitcoin Wallet ke bare.

Bitcoin Kya Hai.Bitcoin Kaise Kam Karata Hai.Bitcoin Kaise Earn Kare.Bitcoin Wallet.

Kyonki aapke man me ye baat to jarur aayi hogi ki agar Bitcoin par Government ka koi control nahi hai to Bitcoin ko hum kaha store kar sakate hai.

Kyonki iski jagah agar koi Normal Currency hoti to hum use Bank me rakh lete lekin Bitcoin ko hum kaha rakhe ya kaha store kar ke rakh sakate hai ?

Isliye ab main aapko batata hu ki hum Bitcoin ko kaha Store kar ke rakh sakate hai ?

Bitcoin ko hum Bitcoin Wallet me store kar ke rakh saakte hai.

Ab aap puchege ki "Ankit Bhai ye Bitcoin Wallet kya hota hai ? 🤔 "

To mainaapko bata du ki Bitcoin Wallet ek Electronic wallet hota hai jiske anadr humare Bitcoin rakhe hue hote hai. Ab baat aati hai Bitcoin Wallet ke type ki. Ki bhai Bitcoin Wallet kitne type ke hote hai ?

For your kind information main aapko bata du ki Bitcoin Wallet ek nahi balki kyi type ke hote hai.

For Example :- Desktop Wallet, Online Wallet, Mobile Wallet aur Hardware Wallet.



Ye type hote hai Bitcoin Wallet ke. Inke anadr hum apane Bitcoin Wallet rakh Sakte hai. Lekin fir se bata dun ki Bitcoin Wallet ke andar rakhe Bitcoins ki Safety ya Surksah ke jimedar aap khud hote hai.

Lekin Bitcoin Wallet ko choose karate time hume is baat ko dhayan me rakhna chahiye ki aapko Online bhut se Wallet milege jo Bitcoin Wallet hone ka dawa karate hai lekin Bitcoin Wallet choose karate time hume dhyan me rakhna chahiye ki Bitcoin Wallet ke nam par internet par bhut se Farzi log bhi hai. isliye hume sirf Trusted Bitcoin Wallets ka hi use karna chahaiye.

Bitcoin Kaise Kama Sakate Hai ?
Ab main aapko batauga ki aap Kaise Bitcoin kama sakate Hai.

Bitcoin aap kayi tarikon se kama sakate hai Jaise.

Aap direct Bitcoin ko Purchase kar sakate hai. Jaruri nahi ki aap 1 Bitcoin hi khriden. Aap chahe to Satoshi bhi kharid sakate hai.
Satoshi Kya Hota Hai ?
Satoshi ko aap kaha sakate hai ki ye Bitcoin me paise ke saman hai.

Yani ki

100,000,000 Satoshi= 1.00000000 ฿

Ab aapko pata chal gaya hoga ki Satoshi kya hoti hai.

Kisi service ko dekr bhi aap Bitcoin earn kar sakate hai. Jaise aapne koi bhi Online ya Offline kam kiya to aap uske badale me aap Bitcoin me payment le skate hai. Ye bhi ek tarika hai Bitcoin Earn karane ka.
Bitcoin Mining:- Ye ek bhu hi famous tarika hai Bitcoin Earn karane ka. Lekin iske liye aapke pas skill honi chahiye or sath sath aapke pass ek Powerful computer hona chahiye.
Aap Bitcoin Mining kaise kar sakate hai us par aapko is Website www.supporthindi.com ek alag se Article mil jayega. Isliye aap is Website ko apana email address dalakar Subscribe jarur kar lijiye.

Conclusion (निचोड़) 🤗


Aaj ke is Article "Bitcoin Kya Bitcoin Kaise Kam Karata Hai Bitcoin Kaise Earn Kare Bitcoin Wallet" me maine aapko badi hi simple language me Bitcoin ke bare me bataya hai. Main umeed karata hu ki aapko mere dawara di gayi ye Jankari jarur pasand aayi hogi. Bitcoin se related koi bhi Question aap comment me puch sakate hai.Blog subscribe jarur kare.
Share:
Copyright © Ankit Bishnoi | Powered by Blogger Design by ronangelo | Blogger Theme by NewBloggerThemes.com